Saturday, October 6, 2007

MAIN DIL TU DHADHKAN - REPLY - BY DEEWANA

Maine Dil aur Dhadkan ko Mana,
Ab aaya hai naya zaamana,
Aashiqui kaa kaam hai dilon ko tadpana,
Is tadap se na bachega koi Deewana.

Baat naa hui to hai darte,
Agar zyaada kare to chup rehane ko kehate,
Phir bhi ek hi baath samajhna hai tujhko,
Aashiqui nahin kabhi saath chudana.

Woh saath ho na ho par ehsaas rahegi,
Is Ehasaas ke sang hi hai sari umar nibhana,
Mohabbat ke waade kabhi tum bhoolna jaana,
Chahe kuch bhi ho par yeh waade hamesha nibhaana


Shrini "Deewana

JOIN US @
http://www.groups.yahoo.com/group/ansh2007/join

No comments: