Kuch din aapse baat na hui
To hamne socha kya baat hui
Kahi aap hamse juda to nahi huwe
Kahi aap hamse naraaz to nahi huwe
Par jab aapne kaha ki
Aesi koi baat nahi
Mai tumse kabhi door ho sakunga
Yeh kabhi ho nahi sakega
Khush hoon main ki aapne yah kaha
Ham door hai to kya hua
Dil to aap ke paas hai
Aap me kuch to khaas hai
Maine kaha yah baat nahi hai
Aapko nazro me hi kuch baat hai
Jo ham kitne bhi bure sahi
Aap samajhte hai hamko sahi
SHAILESHNI CHAND
FIJI ISLANDS
JOIN US @
http://www.groups.yahoo.com/group/ansh2007/join
Saturday, October 6, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment